~snip
yah next weak uper hii jaye ga lakin thora time laga kar main bhi iis hii umed par coin ko hold kar kay batha hun, thora intayzar too karna hii parry ga
hold karna hii abhi sub say acha hay lakin 10500 per sale kar dayna jo bhi coin hoo
@m k pehle wo karo Jo apko irfan bhai ne bataya hai..
asslam o alikum ap sab kesay hai koi bta sahkta hai bitcoin ki price kaha tak jay gi
Bhai ap jitni upper lai ker jana chahtai ho lai jao ap ko koi nahi rokai gha lakin sanbal ker jana kahi upper kai chakar mai bohut nichai nai aa jana yai bohut bari tension hai yaha crypto mai.

sahi kaha. Yar mujhe lagta hai is bhai ne kaafi BTC
BTC buy karli hogi, aur abhi pareshaan hai