Thank you bhayo, ap sab ki support se hua warna main ye rank achieve nahin kar sakta tha. Bohat bohat shukria. Mujhe koi avatar wear ka method to batao yaar pehli baar hai pata nahin kaise hota hai

bht bht mubarak ho bro ap ny bht mehnat ki Akhair m Ap ko aap ki mehnat ka phal mil gya