Thank you bhayo, ap sab ki support se hua warna main ye rank achieve nahin kar sakta tha. Bohat bohat shukria. Mujhe koi avatar wear ka method to batao yaar pehli baar hai pata nahin kaise hota hai

Bahi ap ko bhot mubrak ho ap na kfi mhenat ke ha aur kar rhe han, ALLAH pak ap ko ap mhenat ka phal zuroor data ha, kabi bhe mhnat zya nhe jati wo kabi na kabi qbool ho jate ha.