Ab ye kya chal raha hai bhaiyo? Sorry main is bary mein ziyada nahin janta lekin kya kaazi sahab ki biwi aur bachy kuch bhi Karen, in par koi case nahin kar sakta?
Chahay kaazi sahib kay bachy logon par raymond davis ki tarha gaadi hi kiyun na charha den?

Is tamam kay peechy maajra kya hai...