Bhai, he told to convert in bitcoins and not in USDT. App nay call ko sahi c pertha ni shaid.

Mere kehne ka matlab wohi tha. Lekin shayad sahi se explain nahin kar ska.

Is mein ap kahan fit hoty ho? 😆 mossi g?

Mazak acha tha lekin humesha ki tarha sasta tha. Kya apko sach mein lagta hai kay is par koi hassa hoga? Apni market mat kam karo in se ap behter kar sakty ho. Bas koshish karty raho stage drama mein ap select ho jao gaye

