Mei nai to tamater kharidnay thay, lakin jaisay hi salary aaye,, ye tamatar sai dhania ho gaye aur tamater market sai short ho gaye hain.. ab kia karon, dhania hi khareed lon ya phr tamataron kai season ka wait keron. mera dil ker rha hai kai dhania hi khareed lon, warna aisa na ho ya dhania ka rate bi aur uper chala jaye