https://i.ibb.co/F6Zcn2h/IMG-20220310-233921-480.jpg$50 to $20mWow... Khush Naseeb h...
Kash tab hmen b koi mashwra dene wala hota...
Hm b koi ik bitcoin hi buy kar lete...
Kher hmary to Pakistan ki 90% awam ko abhi b pata nai h...
Sirf Bitcoin kaa naam suna h... Iss k ilwa kuch pata nai...
Shukar ada karo warna bohat sai aisay hain jinhain bitcoin sai abi bi dar lagta hai. hum atleast pangay to lai rahay hain, aur ho sakta hai koi achi investment ker lain jo anay walay waqt mei hamain bi crorepati bana dai. Ameen