ap kio confusion ap try kare kya pata ap kamiyab ho jao try karogeh tu kamiyabi ki chance hai ho sakta ap ek aceh writter ho or apka luck sahi ho agar ap kamiyab hote ho apko achi earning ho sakta hai agar apke jaga me hota me zaror 1 2 mahineh try karta or dehkta ke me kitna acah lihk sakta ho.

Bilkul g koshish karny walon ki haar nai hoti...
Keep it up...
Expert2022 thora or pump karen... Chahy acha writer ban hi jaye...
G muhtarma me tu chata ho har koi mehnnat karta rahe or mehnnat karta jaye jab tak ap kamiyab nahi hote
mujeh motivational ban chayeh

achi baat hai abhi active log nazar aa rahe hai lag raha hai ap syed bhai ki jaga lene wali ho
