Umar sb ap ko main kafi samjh dar insan samjhata tha. Par kafi ajeeb sa jawab dea ap ny - log forum par population chanty hain aur ap kah rahian jain yahahn say - aur panadol kahain. Wasy koi bhe aqalmand insan kabhi bhe mazak main kisi ko golian kahy ka mashwara nahi data - ya aik bari hi risky chez hoti hay - ihtayat karain kisi ko asa mashwara danay say
First of all galti ap ki h... Ap khud ko b dekhen... Y political behas k liye to bana nai h forum... Or alehda thread hony kaa mtlab y nai h k only political behas hi ho... Or shayad ap forum kam nam parhna bhul gaye hen... Dass dafa parhen... There is BitcoinTalk... Or rahi bt mashwry ki to panadol to yahan esy hi log khaa lete hen... Agar ap ko nai khani to naa khaen... Par yahan bt crypto mutaliq honi chahye naa k political...
Or koi ap ko jany kaa nai kh raha ap yahan political behas chahty hen iss liye UmerIdrees n ap ko jany kaa kaha...
By the way choren ap... Ap apni story btaen ap crypto ki dunya m kese aye...??