Post
Topic
Board Other languages/locations
Merits 2 from 2 users
Re: Pakistan
by
shahzadafzal
on 22/05/2022, 10:45:27 UTC
⭐ Merited by Sayeds56 (1) ,galambo (1)
One thing was floating in my mind for many days, socha yahan share kr don. As we all know that Pakistan is undergoing severe economic crisis and dollar is going high and high. Regardless of which party you support, Pakistan ko is want dollars ke boht sakht zarorat hy.

Ap sub sa request hy ky dollars zayda sa zayda apna banks ma withdraw kr ky apna qomi feraza pora krn. Allah Pakistan ka hami o nisr ho.

I think you mean withdraw from foreign account and deposit to Pak account?

Actually this dollar price is not that simple... basically individual bande k sale purchase karne 1% farq bhi nahi parta... hota hia yehi hia jese dollar ki demand zaida hoti hia local market dollar oper jata rehta hia... aur local market main sab se effect foreing imports and foreign payments hian... ye sari payment dollar main hoti hian... starting from rental power to petrol... aur phir ye jo luxury good recently bank ki hian ye aik bahoot acha step hia... yehi payments hian jo dollar ki price ko aasaamn pe le jati hain.

aur dosri baat ye baray institutionss like IMF, World Bank etc ye ne dollar ki price ko effect karte hian. any way still qatra qatra kar k darya banta hia...  we should do whatever possible.

------

No, DO NOT SEND DOLLARS to pakistan jab tak PDM ki huqumat hay. They are thieves and they will take away your dollars. Koi bhi pakistan mein dollar send na keray ajj kaal.
Jab IK ki haqukmat wapis ayee tab sab log dhair o dhair dollar send kerain takay pakistan ko faida ho.

nahi Mariah dost aisa mumkin nahi hia... jese jo bhi bahir hian unki families tu Pakistan main he hain na... unhon ne tu apni zindagi chalani hai na tu nah chahte hoey bhi ye payment rokana almost impossible hai... han aik chez hai wo investment jese property waghaira buy karte hian wo stop ho sakti hai... but foreign remittance ka bara hisa tu shaid inhi monhtly kharchon main jata hai.... aur ye bhi sach hia Pakistan main mehgai itni zaida hogai hia ke automatically ham log jo pehle kharcha bhaijate the us se tu ab shaid 10 din bhi nahi guzarte aur automatically her month ziada he bhaijane parte Sad