Assalamoalaikum dosto ma iss thread pa new hu khaas kar iss Pakistani thread pa. Mujy yeh daikh ka bohout kushi howe ka itny bary forum
pa hamara apna thread bhi ha jaha hum apni zuban ma kuch seekh saky aur logo ko sikha bhi saky mujy umeed haa yaha pa senior mare bahtareen rehnumai kary ga