IT ko Imran khan ki government ne toh kafi importance dee thi or Pakistan ki IT ki exports 3 sal mein 2 Billion dollars 3.75 Billion dollar ho gai thi.
Yeh BAAT bilkul drustt haa ka Imran Khan ny IT ko importance diyaa q ky yeh ik aisa shoaba haa ka jis ma AP hukoomat pa dependent nahi hoty bilkuy AP bahir sy paisy kama kar hukoomat ko tax daita haa jis sy hukoomat ko faida hotaa aur isky Saath Saath bahir sy jab dollar aaty haa toh yeh apki maeeshat ko behtari ki taraf la ja sakta haa
Imran Khan ki agar baat ki jaya toh inki hukoomat ma pahle Baar centralized exchange Binance pa PKR ma P2P trading start Howe isky ilawa KuCoin jis pa Pakistan ban ta waha pa na Sirf Pakistan ko unban kardiya balky waha bhi PKR ma P2P trading start Howe isky ilawa MXC pa bhi PKR ma P2P trading start Howe.
Yeh sabb cheezy Imran Khan sy pahly Kisi hukoomat ny hamy nahi de. Ma inn sabb cheezo ka liyaa unka shukar guzar hu.
Imran Khan ik aisa leader ta jis ny poore duniyaa ma Pakistan ka image ko positive tareeky sy parish kardiyaa aur samaraat apky Samny ha