Aslam-O-Alikum.
Bhoat sara dosto na EVMOS ka domains buy keya ho ga m ap ko batati chlu ka abe ak or EVMOS ka Name Service aya jis pa ap ja ka domains buy kr skta ho us ka name EVMOS Naming Service mtlb evmos name service (EVNS) hai agr ap na abe tk (EVNS) ke domains buy nahe ke to abe ja ka buy kro kew ka in ka airdrop milna hai jo b mainnet domain holders hun ga un sab ko huma yhn sa acha profit ho skta hai isa lzmi buy krna Shukriya.
Kamal hai inhone to pehle hi bata diya hai kay mainnet domain holders eligible honge EVNS airdrop kay liye
(Tweet). Jabke ziyadatar aise airdrops mein secretly snapshot liya jata hai. Thoda ajeeb nahin hai? Aisa lagta hai jaise airdrop hunters ko attract kiya ja raha hai airdrop ka lalach de kar ta kay ziyada se ziyada inke domains sell hon aur end mein aik worthless token thama diya jaye.
Baharhaal share karne kay liye shukria.

q k Pakistaniyon ko aj kal imported ny nakon chany chabway howy hen
[

]sabar se kaam lo bhai. Aur behtri ki umeed rakho
Bhaiya yah baat to hai aaj kal jitna b is tarha ka domains platform a raha hai un sab ka rodmap m kahni na kahni airdrop lhka hota ta ka log un ke domains ko ziyda sa ziyda buy kra. Muja asa lgta agr inho na airdrop deya b to koch khas airdrop nae ho ga $10 ya $20 dollar tak ka ho skta bs.
Bhaiya Baki dekhta hai Future mein hum kya milta yahan sa. Bhaiya mein ne na is ke 2 domains buy ke hain.