Ya pictures is baat ka mou bolta saboot hn ky dunya ma izzat sirf un countries ke hn jo apna paun py kharee hn. We never saw such protocol for our PM or other high level officials. Reason bra clear hy ky hum hamesha mangnya jatya hn.

AP ny bilkul teek kaha ka duniya ma izzat Sirf khudmukhtaar mulkoo ki hote haa., hum zahri toor par azaad ha par haqeeqt ma hum khabhi azaad aur khud mukhtaar howy hi nahi hamary mulk ma hamary hukamraan ky har Faisal america ki Marzi pa hota haa aur jabb takk hamary faisly azaad aur khud mukhtaar na hoo hum khabhi taraki nahi karsakty aur na apny pawoo pa kary nahi hosakty haa q ky Pakistan poore ummat muslima ki akhri umeed haa aur Islam dushmann ki ankoo ma kaanta ha toh kaisy woh yeh bardaasht karsaky ga ka yeh mulk khudmukhtaar Bann jaya.
Hamary mulk ki misal iss waqt us tree ki Tarah haa jisy andar sy deemak ny khatm kardiyaa aur yeh demak koi aur nahi hamary siyasatdaan , hamary corrupt govt office, army waghaira.
Toh jab takk hamy inn demakoo sy chutkara nahi mil jata hum apny pawoo pa kary nahi hosakty