Ye Khatoon kya chahti ha meri samjh main nai aya as ye or iske father jo kuch keh chukee hain Faiz Hameed sir k baree main and all about our military hum saab jantee hain.
Ye dekhain zara mujhe omeed ha ka hum saab aik maah ka lia agar apna kuch khach kaam kar ke Apne Kareeb in logon ki maddad karain to inko 2 waqat ka acha khana mil sakta ha. I would like to say Sadqa ese hi Itna Eham nai ha Islam ma ye Ehsaas ha Os ki Makhlooq ka lia jiska Ajjar bohat ha Apne kareeb logon ka khyal rakhain.
Omeed ha ka Genral Bajwa sir ye extension except nahi karain ge as its good for their reputation and Military too. Wese Pakistan ma ye saab kese hota ha ye sun k andaza ho sakta ha .