Aur gambling signature 100% ghalat kaam hai Yaha oar koi b niyat kar ye ghalat Kam Mai taawan hai aur gunah ki kaam Mai taawan se Mana kia gia hai.
Smajne wale smj jaathe Jo nahe smjthe ya smjna chahte wo mojizat dikh kar b nahe samje.
Chalo Ham ne apna muaqif belkul saaf shifaf Soraj ki tarah rakh diya aur Mai waqfan dar waqtan jaha zarorat samjo rad karonga.
Gambling signature 100% ghalt kam tab hoga jab app logon ko keien gay k ap gambling ki taraff aoo jabkay hum log yeh kah rahay hein k gambling c paida loss hota hay aur ais c bacha jiey. App ki frustration p hansi aa ri hy kion k app ais baad p badzazid ho k hum gambling mein involve hein jabkay asa bilkul ni hy.
Mein nay bhi Gamblig signatures waloon ka muaqif soraj ki tarah smanay rakha hay, meri jan
