Mera b yahi Rai hai k saare paise Umer Sahib ko de diye jae. Aur Jo $ Themepen ko diye us k asal haqdar b Umar sahib hee the magar wo ghalti se Kahi aur chale Gae (Ab Themepen se Meri Khair nahe)
🤔🤔🤔🧐🧐🤨🤨🤨
My aaj hi ap ky or umar bhai ky khilaf threeke adam etmad ki tehreek chlata hun or petition bhi dair karta hun. Or ap sy puchta hun.
Mujhy kiu nukala. 😃😃
Bhai qismat kaa chal ky ata hai. Or Alhamdulillah apni winning amount sy my ny kothi tyar ki hai. Mulahiza farmaen.

, ,
haan. . yeh mahswara ke. . apne akhrajaat kam karo, muft petrol tada band karo, fuzool akhrajaat khatam karo yeh wala mahswara Saib mahswara hai lekin yeh mahswara fi al-waqt samjhain oont ke mun mein zeera jaisa hoga, current masla arbon dollar adaigi ka hai, aisay mein ab hukoomat kya kere? imf ki manen ya nahi? dewalia ya mehengai. .. .. . ?
Supported
Pyary bhai awam hi balli kaa bakra kiu har dafa?
Ab hal sunen.
IMF sy qarza agya wo kahan jaye ga. Army ky asaiosho aram par wazeeron ky asaisho aram par. Hal sunen ab.
1. Sab sy barra or main hal Nizam e Mustafa (S.A.W) hai.
Or agar ye hukumat karna chahti hai to...
2. Wzeeron ky protocol khatam karen.
3. Har wazeer ko bijli free milti hai sab ko zrurat ky mutabiq di jaye.
Matlab ky apny protocols my kami nai karty or awam sy liye jao sab. Ab kal jo maryam ny jalsa kiya uss ky ikhrajat kahan sy huwe. Mulk kahan pohncha hai or in ky jalsy hi khatam nai ho rahy hen. Ghareeb bhuka marta hai or in ky ghar lakhon kaa khana zaya hota hai.