Kash k hum apni mazi ke ghaltion say kuch sabaq seek lete. Bohat afsos k sath kehna par raha hy k jis matti k tukray ko hum apna watan keh rahay hain whan pr drasal hum lachari bebasi or ghulami ke zindagi jee rahay hain. Or hamay jo school ke kitabo may Pak Studies may parhaya gaya hy wo sb jhoot hy. Hum 1947 say pehlay bhe ghulam thay or aaj bhe ghulam hain. Dosri baat ye k jo bhe siyasatdan ab tak hukamran rahay wo sirf baray-e-naam hukamran thay or hain. Angrezo k yahan say janay k baad jo ghaltian hum kr chukay hain unhe ko naye andaz may aaj bhe dohra rahay hain. Is waqt mulk ka jo haal hy ye inhi policies ka nateeja hy jo bantay kahi aur hain or pesh kahi or keye jatay hain. Koe bhe muashra kufr k sath tau chal sakta hy lekin nainsafi k sath nahi chal sakta. Allah hum pr or hamary pyaray watan pr apna karam farmaye.
Bilqil aisa he law Imran Khan ke government ma bhe bna tha April 2021 ma.
"
A new amendment bill passed Wednesday by the National Assembly Standing Committee on Interior mandates that anyone who criticises the Pakistani forces may now land in prison for two years, along with a fine worth Rs500,000 or both."
The NewsAp Pakistan ma kise ko bhe criticize kr saqta hn pr YA log hr qanoon sa oper hn aur inka khelaf bolna GHADARI hy. Bus dua he ke ja saqti hy ky Allah hum py koe mojza kr dy.