1: Hero
2: Sakhi
3: kanjoos
4: Fighter
5: Anti-Spam
Note: ye kuch mere zehen mai ae hai. sab apni apni rae de de agar pasand ho tho per start karte hai. agr kisi title ko replace karna ho ya kam ya ziada tho batha sakte hai.
Achi soch hai apki magar jis tarah Shahzad Afzal Bhai ne kaha k ye 3eesre number wale ko hata kar koi aur rakh liya jae tho behter hoga. voting mere khial mai behter hoga q ab hero ka criteria kia hoga esi trah fighter ka tho es k mutabiq per sab ko title milega jo mje lagta hai voting k sath asan hoga. aur voting agr month k last week mai ho tho wo sahi Rahega. es se faida he hoga k ek tho ek achi aur continue discussion ban jaegi aur dosra kuch interesting comments b dikhne ko milenge.
______________
Thank you ThemePen for sharing this... wese i have dirnking Green Tea for like 2 3 years at office... I mean maine office main Tea bilkul chor di thi aur day main 2 times main sirf green tea peeta tha... but then... i visited one doctor and he said your skin is dry... and he randomly asked ap green tea zaida tu nahi pete.. so after that maine thori kam kar di hai... no doubt green is much better and but over drink Smiley
Or ye baat bilkul haqiqat hai. Ap dekh len khana hadd sy zyada khaen. To wo bhi nuqsan kar deta hai. Kissi bhi cheez kaa hadd sy zyada istimal zehar ban jata hai.
"Access of everything is bad" ye mahawra tho suna hoga. yah thak k jab tableegh mai Allah k Nabi ziada gham karne lage aur mushaqat ziada karne lage tho Allah Pak ne kami karne ka hukam dia. sirf ek cheez mai ziadti ki tareef kii aur wo hai husne akhlaq.
oper wale ka zaakir maadi cheezo k sath hai tho belkul sahi kaha green tea kaafi faida mand hai khas kar mote admiyo k liye q k ye fasid charbiyo ko khatam karta hai aur khoon ka dorania behter hotha hai es se. pehle zamane mai hakeemo k pas bathor elaj k dawai ki soorat kai ye hotha tha.
The pi coin was an obvious scam. every sensible person knew that from day one. sirf bewaquf aur lalichi logon ko samajh nai aati hai ye bat.
Chahe scam ho ya na magar ek bath hai k aam logo ne es se khoob kamaya. jin ko crypto ka pata b nahe hai wo YouTuber k video dikh kar Pi app install kiya tha aur ab 500$ thak wo le kar gar hai aur ham scam kehne wale ab b sirf bathe he karte hai.