National Electric Power Regulatory Authority (Nepra) na eik acha decision dea hy solar use krna valya logon ky haq ma (yaqeen to nhi a rha). Aj kal electricity 30 Rupee per unit ka hisab sa logon ko mil rhe hy aur Power Distribution Companies 19 Rupee per unit ka hisab sa solar panel users sa electricity buy kr rhi hy. Ab Power Distribution Companies ya chahte hn ky is 19 Rupee per unit ky rate ko 9 Rupee per unit py laya jya. Zara andaza krn in companies kr mentality ko.
Filhal ka lea to Nepra na in rates ma kami ke request to reject kr dea hy. Jo ka achi baat hy.
https://www.google.com/amp/s/tribune.com.pk/story/2400998/nepra-rejects-lower-tariffs-for-solar-units%3famp=1Yehi tu business hay na, k if you buy electricity to the goverment app ko 30 rs per unit dena pertay ga magar if you sell you elecrticity tu 9 rs mein.
Aur waisay bi government jo bajli deti hay woh khalis ati hay dam c, aur app ki jo bajli bunti hay solar panels c woh milawaat wali hotui hay na

Ar dusri traf hukumat ko dayke enti mehengaye ke bawajo prices ar bara dee jo thhori buhat kasar ti wo enho na puri kardi. Jab se ye log aye hain khair ki koi news nahe mele raat ko so jawo ar subha uto tu ye pta chalta ha ke prices ar bhara de bahi ghareeb banda kia kare ga ghareeb ke sath sath middle class ke logo ke be pawun larkapne lage q ke bahi nahe bardasht kar sakte har cheez mehengi ar pir ye nalayk log kehte ha ke nojawan mulk ko chor kr q jara he hain . Pta nahe kia hogaa es mulk ka Allah kare jaldz dr jaldz election ho take en bewaqufo se chutkara hasil ar mulk kesi sahe semat nekal phare.[/color]
Bhai yeh silsa tu aisi tarah chalta rahay ga. Aik umeed thi k PAK SAR Zameen kay polcitcs croutpt hein maagar Imran Khan nay expose kia k aasl khel tu Establishment ka hay. Ab koi umeed bagi ni from the government and establishment.
