Post
Topic
Board Other languages/locations
Re: Pakistan
by
ThemePen
on 16/02/2023, 09:48:10 UTC
Look like Pi Coin is about to scam
Phichly Kuch dino sy pi coin ka Jo app haa "pi browser" ky name sy ha jaha AP PiCoin ki KYC , aur bohout saare cheezy waha sy kar sakty haa, jabky isky official Twitter pa isky hawaly sy koi news nahi ayee aur abb takk 48hr hogayai magr still who app kamm nahi karraha, isky ilawa bohout saary logo ka KYC approved nahi horaha, Kisi ki pending arahe haa toh Kisi ko kaha jaata haa ky abhi slots open nahi haa apky region ma.
Yeh haqeeqat haa ky pi coin ki unofficially buying hote rahte haa log Issy around  0.3$ pa buy karr rahy haa. But iss ancident ky Baad mujy lagg Raha haa ky jis jis ny buy ki tee unka Kafi bara nuksaan hoony waala haa,
Yeh koi official news nahi haa just Mera statement haa , may be yeh ghalat ho aur app dobara work karjaya, lakin app ka achanak kaam na karna aur official social media sy isky hawaly sy koi news na aana Kuch ajeeb sa haa, BTW Kuch bhi hosakta haa


I don't know ky scam hai ky nai koi nai janta haan agar free my kuch aa hi raha hai or koi effort bhi nai hai to mery khayal sy earn kar lena chahye.

By the way the error is now fixed the Pi browser is now working fine as you can see in this picture and also you may check your own. If still not working so you should check update.