Hah! Hum karen gy boycott. Wo mujhy ek misal yad agai. Meryy barry sunaya karty thy. Bilkul behtreen akasi karti hai mery mulk ki wo.
Bzurg farmaty hen:
Ek mulk my ek badshah huwa karta tha. Us ny ek din ek pull bnaya. Us ny pull par guzrny walo ky liye tax rakha. Jo shakhs guzry gaa Rs. 5 dy kar guzry ga. To logon ny deny shuru kar diye. Badshah ny dekha koi raddy amal nai aya. Uss ny 5 ko barha ky 10 rupy tax kar diya. Phr koi raddy amal nai aya. Uss ny kaha ab 10 rupy len or sar my ek joota bhi mara jaye. To kaya phr koi raddy amal nai.
Ab Badshah ny kaha 10 rupy len or 2 jooty lgaen sar par. Iss sy kaya huwa ab lambi lambi lines lagny lag gai jooty marny m tax leny my der lagti thi.
Issi doraan Badshah ky pas ek bzurg aya or kehny laga Huzur Gustakhi muaaf apny ny jo pull par jo ap ny tax lgaya hai. Badshah bohat khush huwa koi to aya. Jo koi baat kary gaa.
Bzurg ny kaha. "Sarkar ap wahan apny bando ki tadad barha den line bohat lambi hoti hai ham bzurg zyada derr kharry nai ho sakty."
To Badshah ny kaha iss awam kaa kuch nai ho sakta.
Or hmari misal bhi kuch esi hi hai.
Patrol 272 ka hy aur aj bhe sarkon py garion ka rush joun ka tou hy. Ise wajha sa government bila kise khof ka rates ma izafa kr rhe hy. Kyunka usa maloom hy ka agya sa koe reaction nhi ana.
Susan Wojcicki youtube ke 10 years tk CEO rehna ky baad ab finally step down kr rhe hn. Aur unka jagha Neal Mohan ko youtube ke new ceo nominate kea gya hy. Neal Mohan American based Indian hy. India ko ya credit jata hy ky dunya ke top companies ka kafi zayda head Indian hota hn. Hum bus India sa Wagha Border py tangan uthana ma agya hn..