Crypto mai tho sab kuch possible hai price pump aur dump k lehaz se aur yad rakhe Umer g k jaha par saare log over smart ban jathe aur expectations bahot ziada laga dithe hai tho yahi se whales apna kaam start karte hai aur ap ki aankho ki samne BTC 10k se be neeche aa sakta ha. BTC abe filhal testing kar raha hai aur ham ne dikha k Btc 25k k zone ko strong aur high volume k sarh break nahe kar raha hai aur nateeja ye hai k ab 25k se neeche hee hai. ap ne big events jo k crypto market mai crash la sakte hai us mai Binance aur Usdt ka failed hona b hai jo k massive dump la sakta hai.
Binance aur USDT abhi fail ni hon gay. Mein yeh ni kah raha k yeh kajbhi fail ni hon gay, but abi ni. Aik na aik din yeh duno fail hon gay but meray hisab c yeh next bull market k baad hoga jab bitcoin 150,000$ c dump ho k 40,000$ p aye ga
Ais ka aik reason yeh hay k abi tu agar USDT ko kuch hua tu log bitcoin buy kr lein gay, Aus time tu bitcoin all time high p hoa aur bitcoin buy kerna sensinble ni hoga aur stable coins bhi stable ni hon gay, woh sahi time hoga USDT ka fud create kernay ka