Post
Topic
Board Other languages/locations
Merits 1 from 1 user
Re: Pakistan
by
JunaidAzizi
on 24/02/2023, 16:10:32 UTC
⭐ Merited by Shan85 (1)

Asa ronay dhonay ka koi faida ni hay, agar humein kuch kerna hy tu humein ajj c hi skills seekhni hogi aur online world mein apni jaga bananai hogi.

Jiasay k yeh aik site hay https://estreet.pk/ jo k Daraz.pk kay busiess model ko samnay rakh k banai gayee hay. But daraz mein issue yeh hay k sellers fraud bohat kertay hein but ais site ka team nay ais ka haal yeh nikala hay k yeh har shipment ko phelay apnay pass manwati hy, package khool k check kerti hy aur phir customer ko dilver kerti hy.

Owner kay mutabig Asa kernay c cost tu berth jati hay lekin returning customers ki ratio bohat zada hay. Mutlab k jo bunda bhi https://estreet.pk/  c kuch buy kerta hay woh aun ka paka client bun jata hay kion k yahan quality p compromise ni.

This is a motivation k App ko aur hum ko bhi asa new ideas launch kernay chayee agar hum bhi survive kerna chatay hein ais time p.

Nahe bahi ma rooo nahe raaha B's yahe Keh Raha Hun ke hame skill ki traf ana chahye hamre yahn zyada tr log engineering or medicals layte ha ye koi buri bat nahe ha hame doctors ar engineers ki be zaroort ha pr ayssa be nahe ha ke hame srf ye dono chaye baqi be buhat zyaada cheeze ha Karne ko. Khair aj kaal tu log awear ho rahe Hain skills se online work se ar log Kafi had tak Khush ha os SE . In Sha Allah jald he log samj jayenge ke pharye ke Sath Sath skill be buhat zarori ha ar hamre Pakistan me tu ar be zaroori ha q ke yahn pr Kafi had tak degree holders baghir kesi job ke ghoom rahe Hain.

Kuch time pehla ek post trend pe ti ap ma se Kafi logo ne be dayki ho ge ke ik seat ti doctors ki jes ke ke leye ketne doctors ne apply ki ti ar seat ek ti ar condidates buhat zyada.