Australian Student Build the Worlds Fastest Solar-Powered EV, which Travels 1000 km on single Charge
Assalamu alaikum Everyone!
Umeed karta ho ap sab khariyat sy ho gay
Aik Australian solar-powered car jisay university ke talba ne banaya hai,
Sunswift 7 ne "
Fastest EV over 1,000km on a single charge" ke liye provisional Guinness World Record hasil kar liya hai. Tesla ke wazan ke chothai wazan rakhnay wali yeh car, average raftaar taqreeban 85 kilometer per hour par 1,000 kilometer fasla 11 ghantay 53.32 minutes mein tay kar liya. Rasmi tajleel aur certificate iss waqt diye jayenge jab khbarwaron ki maloomaat aur car telemetry data ki tasdeeq kardi jayegi. Sunswift team ke manager Andrea Holden, aik UNW mechanical engineering ka talib ilm, ne kaha ke yeh karnama unhein fakhar mehsoos karwata hai aur iss car ki tameer ke do saal ke mushqat, dabao aur lambay arsay ke kaam ka mustahiq tha.

Both both Mubarak ho Faisal Bhai ap YoMix Signature Compaign m accept ho gay or y Dekh booht Khushi Hoi Bhai Jan Allah Pak apko or kamiyab kary or ap Aisy he mehnat karty rahay or apny himmat NI Hari. Apky naseeb my jitna Allah NY rizq Likha h wo apko zaroor mil Kar he rahay GA bus Dil laga Kar khoob mehnat kary or booht jald he hamari Pakistani community m 1 or Senior Member apka naam register ho jay ga insha'Allah
I think so ky Hina ki entry sy huwa sab. Shayad ap ky liye ye naam hi luck hai.

To yun karen agar to ap ki shadi nai hui to koi Hina naam ki larki dhunden. Or agar ho gai hai to Allah ap ko phool jesi beti dy or phr ap us ka name Hina rakh li jiye ga.

Hahaha

y BAAT to h jab sy
HinaSiddique ki is thread my entry Hoi h usky Kuch din bad he Faisal Bhai Signature Compaign my accept ho gay
