Recently Usdc ne market mai kaafi fear paida kia aur all stable coin buri trah down dikhai die gae jus mai Dai shamil tha. Busd bii 0.98$ thak gia tha. eski waja direct tho Usdc team nahe the q asal waqia ye tha k Silicon bank collapse huwa jis ka asar Usdc price par b par gia q silicon valley bank Usdc k big Backend mai se tha. Usdc k backend mai 6 aise big banks hai jo 25% bante hai un 6 banks mai ye silicon valley bii tha aur yaha se fud start huwa. log chunke pehle Ustc ka haal dikh chuke the es liye unho ne usdc ko sell start karna start kia aur yaha se Dai bii gia aur Busd bii khatre mai par gia q k bahot ziada volume crypto se bahir gia leken Shukar hai ab sab kuch qaaboo mai aa gia.
Mera ek dost bechare ne Dai mai fund rakha tha q k yahi safe lag rahe the aur 0.92 pe half sell kar die fear ki waja se. Mai. ne us se keh bii dia tha k Usdc ka reserve big hai aur ye mamla bahot jald solve ho jaega. ap mai se aisa koi hai ya koi friend jis ne low buy kia risk le kar ya per low mai sell kia fear ki waja se? mai ne Trx kuch hold kie the air socha tha k kal sell karonga magar subha ko market down aur 8$ loss kia.

Binance ne ab tariqa ye kia k un k pas jo 1B$ recovery fund tha wo unho ne Busd k bajae Btc, Eth aur Bnb mai hold ki announcement kii aur i think k ye good decision hai q k Busd k collapse ki sorat mai kuch na kuch recovery possible ho. Ap kis smajthe hai k es big collapse k bad bii Btc ne acha defend kia aur es se pehle bii luna, ftx mai bii. etne defend k bad ab hona tho ye chaiye k ab market bullish side pe jae . waiting for your comments