Gambling Signature campaign c any wali kamiee halal hi hoti hay, ab agar app ko sumjhee ni lagti tu mera koi qasoor ni.
Mai tho makhfi rakhna chahta tha magar ap ne khud he sab ko batha dia. chalo koi nahe. es mamle maybe mai apko hundred percent raaste se batka huwa smjtha hoo. Kai martaba dalail k sath mai aur dosre sathio ne yaha par ache andaz mai pesh kia k shaitan insan hotha tho wo b shahid maan letha k ye sahi hai. ap k manne ya na manne se kuch farq nahe parta aur muje khushi hai k kaafi big users jaise Faisal, Zain,Mfahad, Irfab sahib jaise log gambling signature wear se ijtinab karte hai. Ap k liye Paisa sab kuch hai aur Paise k nashe mai jo chala jaatha hai uski aankho par parda lag jatha hai
[/quote]
Aisi baat ko aik next level p lay k jatay hein. App maan ni rahay thay k Yomix mixer kuch gult ni kerta but here ksi staff member ko theymos nay kaha k koi bhi staff member mixers signayture na pehna kion k ais c most probabaly forum ko kharta ho saktha hy aur aus p legal notice aa sakta hay ..KION ? Kion k saray mixers money laudering aur gult kamoo k liey hi use honay hein.
staff were asked to stop advertising mixing servicesAb bhi app yehh kahien gay k mixers campiagns Hup hup aur gambling campaigns thoo thooo

Khair mera point of view tu phir wohi hay, na gambling campaigns gult hein aur na hi mixers but app ko khud gambling ya money laundering ni kerni

[/quote]
Apka point of view mukammal ghalat hai. mixer ko gambling se tashbeeh dina aur barabar smjna bewaqoofi k elawa kuch nahe. es baath ko mai ne kai dafa yaha bayan kia . chalo ek bar karta ho. Gambling har haal mai haram hai q k Quran k nas se haram hai . ab chahe jis neyat se ho aur jis qism ki advertising ho wo mukammal haram hai. Mixer bazathe khud haran nahe balke agar us ka use ghlat kia jae thab haram hai jaise mobile aur internet ka istemal hamare Pakistani 50% se ziada ghalat use karte hau magar internet ko is waja se ghalat nahe keh sakte balke es use ko ghlat kahe ge aur gambling ki tho zaat he haram hai chahe jaise b use ho.