__Snip__
That si true ka crypto ka bohat achii nichee ha and isme competition bohat high ah but isme CPC bohat acha ha and approval lena bi mushkil haa. Meri recommendation ka ka agar apko aik crypto nichee ma rank karna follow the lastest tredns in the crypto market as Nesws and Airdrops isme achaa kar sakte basic information providing ma rank karna is extremely difficult also KGR keyword search scheme might work better for you in ranking yeah I know its slow in the vies but its effective.
Sorry for the delay in the payment and also voting results maa ratt zra jaldi so gya that abi bi need porri nai haha so ajj sham take InsahAlah kuch an kuch ho jaye ga iska..
its ok
Hamza Sir ji, Sorry krny k Zrort ni apko Ya to apk bra pan han hummy is qabl smja apne baki ap bs reward k kha diya inta he kafi hota motivation or conistance work karny k lay baki ap ki srf duwian chyee or support jo already ap kr rhy bs yha sb kuch han hummry liay, Allah pak apko humesha khush rakhy
Main apke sath bilkul agree karta hun ke crypto niche bohat board hai aur iss mein rank krna mushkil han
Qkh Jack of all ap ni ban skty, no he Top.website ko inta easly competition kr skaty han but agr apko only crypto lastest news or airdrops jo apne recommend kiya wo ksi ik pr specific hu kr work kry jo ap Easly Rank kr skty han By SEO Optimization
Lekin achi CPC isse advertise karne walo ke liye bohat interests ka bais banti hai. KGR keyword search mein ham keywords ka istemal karte hain jo competition kam aur search volume zyada hon. Iss se hamari website ya content search engine mein behtar rankings hasil kar sakte hain. Iss technique mein hum 0.25 KGR aur 0.5 KGR ke darmiyan wale keywords ka istemal karte hain, jo zyada competition wale keywords se zyada effective hote hain.
Js sy search scheme search engine results mein behtar for rankings, ho. Baki crypto niche ko kamyabi hasil karne ke liye aik strategy ke sath taza tarin trends ke mutabiq consistent rehna zaroori hai.