Asslamualaikum!
Issi ky zimar my mujhy ek news bhi mili socha ap dosto sy bhi share karta chalun.
To news ky mutabiq iss waqt Russia my sab sy zyada trade hony wali Currency Chinese Yuan ho gai hai. Matlab ap sab dekh sakty kesy ye 5 countries (filhal 5) mil kar apna danda mnwana chah rahi hen. Or mujhy ye kafi hadd tak kamyab hoti hui bhi nazar arahi hen. Kher phr bhi dekhty hen kaya hota hai. Baqya ap iss article my dekh sakty hen.
Yeh ik behtr idea hai but American kabhi bhi yeh hoony nahi dyngy unho ny India pa work start kiyaa haa aur ussy iss plan ko nakaam banany ky liyaa tayar karr rahy hai, ma ny pahly bhi sunna ta ky china poore Asia ky liyaa ik currency chahty hai matlab poore Asia ik currency ma apni trades kary aur rooz-marra ky kamoo ky liyaa bhi woh currency use kary.
Just like poory Europe ma har country ki apni currency hai but poory Europe ma euro chalta haa usse ma trades bhi hote hai ur rooz-marra ky istimal ma bhi laaya jata ha. Toh iss sy faida yeh hota haa ky har country ki currency kabhi down hote hai toh kabhi up just like Pakistan ki currency har waqt down hote hai jabky India aur china ki increase hote rahte ha, but
ik currency ko poore continent ma use karny sy woh currency increase hote hai ya stable hote hai.
Aur yeh ik country ko super powe banny ky liyaa zaroori hai aur you know china future ka super power hai so iss yuan ko poore Asia ma lagoo karny sy Pakistan ky laon bhi km hojaingy Jo pkr ki devaluation ki wajah sy zyada howy ty