Aik aur mashhoor masihi paadri islam ke daman mei Dakhil hogae
Shukar hai k ek ummati jahanam se bach kar jannat mai jaane wala ban gia. Jab bii aisi news dikhne ko milthi hai tho dil bahot khush hotha hai. Islam sacha mazhab hai jo zindagi ki har mor par rehnumai provide karta hai. dosro deeno kii tarah church, mandir thak hamara deen mehdood nahe balke zindagi k har osool saaf saaf wazih hai.
Hum edit nai karen gy bal ky new post bnaen gy. Lekn ek request hai Hamza bhai rules ko change karen. Ap to hmari community ky heroes ko mehdud to naa karen naa. Ab zruri to nai Advisor ek hi ho. Dominator ek hi ho. Yaa Hero ek hi ho. I think ky One slot par 2 person ki ijazat honi chahye. Han par jiss ko Hero bna diya us ko Advisor naa bnaya jaye. Rule kuch yun ho ky Ap vote ka ek rank 2 same members ko nai dy sakty means agar ZAINmalik75 ya Faisal2202 ko Hero rank dy diya hai to ap in ko Advisor yaa AntiSpam nai bna sakty. I think ye behtar hoga.
G Themepen muje bii ye rules pasand nahe ae. Etni sakhti tho Bitcointalk wale nahe karte new id bnane mai jitne hamare Hamza sahib kar rahe. lagta hai Roze mai en ka Taqwa bar gia hai. Behter yahi hoga k minimum 2 user ko allow kia jae ek mai.
Hum Pakistanio ki sab se barri ghalat fehmi yeh hai ke “ Pakistan duniya ki pehli riyasat hai jo islam ke naam par bani is wajah se is ko ta-qayamat kuch nahi hoga” halaank 1971 mein yeh riyasat toot chuki hai
Islam ki pehli riyasat ka baqaida qiyam madinah Munawara mein khud sarkar do aalam ki hayaat mubarak ki hayaat mubarikah mein huwee( woh bhi baqi nahi rahi )
is ke baad tareekh islam ki jitni bhi jaanghein ladi gayi woh sab ki sab sirf islami riyasat ke qiyam ya tosee ke liye theen ,
tark asmanyon ne chay so saal tak jo jaanghein laren aur tark se le kar chaina ke border aur poooray arab ko jis aik riyasat ka hissa banaya woh “ islami riyasat “ thi ( saltanat usmaniya bhi baqi nahi rahi )
yeh mehez aik mughalta hai aur mutalea Pakistan ka mubaligha hai ke Pakistan hi mehez islam ke naam par ban'nay wala malik hai, yeh woh khush fehmi hai jis ne hamein aqwam aalam mein hamesha tanha kya hai,