Asslamualaikum!
Issi ky zimar my mujhy ek news bhi mili socha ap dosto sy bhi share karta chalun.
To news ky mutabiq iss waqt Russia my sab sy zyada trade hony wali Currency Chinese Yuan ho gai hai. Matlab ap sab dekh sakty kesy ye 5 countries (filhal 5) mil kar apna danda mnwana chah rahi hen. Or mujhy ye kafi hadd tak kamyab hoti hui bhi nazar arahi hen. Kher phr bhi dekhty hen kaya hota hai. Baqya ap iss article my dekh sakty hen.
Walaikum salam brother, although it is an interesting development, but this change won't happen overnight. es ki acceptability mein bht time lagy ga, ku pori duniya mein jitna trade hota ha uska sirf 3% chinese currency mein hota ha baki 97% trade trade mein zayadeh tar US dollar or EURO hee use hota ha. US or European banking system bi bht deep rooted ha, Chinese banking system abi us level pe nhi ha. although chines economy ka size bi ab bht bra ha but still it is 2nd to US or chinese economy mein wo openness nhi ha jo US or Westren Europe mein ha. Aaj bi duniya bhar k zayadeh tar free lancers ki earning US se hee hoti ha.
https://finance.yahoo.com/news/could-china-yuan-replace-u-163600681.html