Assalam o alikum, kasy han ap sb dosto to ajj ki latest upadte kh USA ke President Donald Trump ne non-fungible tokens
NFTs ke zariye 1$ million tak kamaye. In tokens ka shumaar CIC Digital LLC aur NFT INT LLC ke beech ke licensing agreement se hua. Ye NFTs December 2021 mein release hue aur ek din mein sold-out hogaye. Is collection ki keemat haal hi mein bhadh gayi jab Trump ke arraignment ki khabar aayi. NFT ne cic Digital llc se Trump ki image, naam aur tasveer ka istemaal ke liye license agreement liya tha. Trump Trading Cards website par bhi ye baat likhi hai. Income filings ke mutabiq, CIC Digital LLC ke earnings "
NFTs" ki form mein 1$ million tak hai. Ek hafta pehle ke on chain data ke mutabiq, Trump NFTs ke active wallets mein 13% decline aaya hai. OpenSea ke mutabiq, 65% logon ke paas sirf ek NFT hai. Baaqi ke 23% ke paas 2 se 3 aur kuch wallets mein 100 se zyada NFTs hain. 1,000 NFTs publicly available nahi the, balki Gnosis Safe Wallet mein hold kiye ja rahe hain. Abhi tak clear nahi hai ke Trump ko NFT collection se $1 million tak kaise earnings mili. Official website ke mutabiq, collection se earn hue paise ko Trump ke reelection campaign mein directly nahi jaya jayega. Lekin filings se ye pata chalta hai ke Trump ne earnings ka bada hissa khud ke paas rakha hai.
OpenSea ke mutabiq, NFTs ki secondary sales par 10% creator royalty fee hai. Abhi tak highest offer 10 ETH tak hai. Ziyada tar offers 0.3 ETH tak ke hain. Twitter users aur crypto enthusiasts ne is project se judi financial dots jodne ke liye koshish ki hai jisme stolen art aur shady wallet addresses ka evidence bhi mila dunya kha tak pounh ge hamy b NFT banay chyee Apny PM Imran khan.
Hmm is sab ma China ne bohat kuch sekha haa and China ki friendly policy haa ab woo inse dosti karke inke resources use kare gaa wese USA orr India ki kafi jale in the coming days..
Anyway boss apki news grip kafi achii haa haha jharr page paa apki post nazar zaror atii ha keep it up... Little bit maa confused hon kaa baqi kia chal raha haa community maa Merit report post karon ga main InshaALLAh kal ko omeed to haa ap most biggest consumer niklo get baqi dekho kia banta haa.
Ji bilkul Zror Report share kijage Mri koshish hoti Pakistani community m information and vale abdication post share kro tkh information m azafa hu sb k baki Afghanistan ka minerals k mamla sahi hai, lekin is se Russia, USA aur China ki policies kaafi impact mein aa rahi hain. Russia ki policies galat thin aur USA ne bhi apni strategy mein kamyabi nahi paai jabki China ne in sab se bohat kuch seekha hai aur ab Afghanistan ke resources ka use karne ke liye inke dosti ka sahara le rahi hai. USA aur India ki is baat se kafi jal rahi hai sachi bat han. Ye sabhi countries apne apne interests ke liye kaam kar rahe hain, lekin ye bhi sach hai ki Afganistan ka minerals ka issue abhi tak