Post
Topic
Board Other languages/locations
Re: Pakistan
by
Shan85
on 16/04/2023, 01:18:12 UTC
EIDI from GOVT of Pakistan

Aik bar phir app sb bahioo ko mubarak ho, Hukumat waqt nay ais saal Eid c phelay aik khushkabri suna di hay, bilkay yeh kahyiee k saray Paksitan ko Eidi di hy.

News app khud perth lein, meray c tu himat hi ho rahi pertnay ki. Bus jab c yeh news perthi hay aik ajeeb c nasha ho raha hay.
Kia baat hy k mujda government election bhi ni kerna cha rai aur apni marzi c rates ko bertha rahi hay.
G Assalam o alikum UmerIdrees Sir, kasy han ap
Ek waqt tha jab petrol 1 ya 2 rupay barhta tha to toofan ajata tha. Ab das pandrah rupay shughal hai. So rupay barhe to shayad khabar hai. Idhar ghurbat ka ye haal hai ke Ramadan mein log charay wale aate ke liye kuchlay jatay rahe hain. Qaum ko be hunar kiya, bheek par lagaya, ek dusre se ladte rahe. Sab kuch taba kar diya mulak barbad kr diya Pdm or co. Akar 70 saal ki kamai par Hum Bangladesh se aur kuch na seekhte, mulk chalana seekh lete. Petrol 282 rupay litre.

Jab alami manghi the petrol ki qeemat buland tareen satah par thi, tab Pakistan mein petrol pumpo par qeemat sirf 150 rupey letar thi. Ab aalami manghi mein qeemat us bland satah se kaafi kam hai lekin Pakistan mein qeemat 282 rupey tak ja pahunchi.

1947 mein hamare saath azad hone wala Bharat ma'ashi maidan mein 573 arab dollar ke ghair mulki zakhair ke saath hamara hamsaaya aur Pakistan 2.47 arab dollar magar dukh yeh hai ke kahin is ka ehsas nahin kahin is ma'ashi tabahi ka koi malal nahin, hum ma'ashi maidan mein nange khade aur ham watano ko nanga kar rahe hain afsos.