Us dollar ke muqablay mein 5.4 feesad izafah huwa hai jabke hindustani rupay ke muqablay mein 0. 7 feesad izafah aur euro ke muqablay mein 4.3 feesad izafah aur hamare mulke Azeez world top class Currency Pakistani rupay ke muqablay mein 10.7 feesad izafah .
Is Bat Ma Koi Shak Nai Bhai K Pakistan ma sa dollar smagal ho Raha hai is ma sirf Afghanistani pthan Bhai nai shareek is ma Humary Pakistani Bhai log b shareek Hain Jin ki madad sa ya dollars smagal hoty Hain halaaa na k in bhaiyo KO sochna chaiya Apny chand dollar ki profit ki khatir pory molk ki mashiat KO noqsan poncha ray Hain Allah Pak in KO hadyt dey or Humary molk k halat bhetar kary