Standard Chartered Bank Predicts Bitcoin Price to $100K
Assalam o alikum Standard Chartered Bank ki ik Report ke mutabiq crypto winter khatam hogaya hai aur duniya ka sab se bara cryptocurrency, bitcoin (BTC), 2023 ke end tak $100k tak pohanch sakta hai. Report mein bataya gaya hai ke banking sector ki crisis ne bitcoin ke istemal ko phir se decentralized scarce digital asset ke taur par sabit kar diya hai. Iske sath hee bitcoin ko branded safe haven ke tor par bhi faida hua hai. Is year ki shuruaat se bitcoin ki qeemat 65% increase chuki hai. Hal hi mein bitcoin ki qeemat $30,000 ke ooper ja kar ek saal ke baad pehli baar taraqqi ki.
Baki Standard Chartered Bank ka kahna hai ke Federal Reserve ke monetary policy tight khatam hone ke qareeb aanay se risky assets ki haliyaat kharab ho rahi hai jis se bitcoin ke qeemat ko bhi fawaid mil sakte hain. Standard Chartered Bank ka yeh bhi kehna hai ke bitcoin ki market capitalization ka hissa 50-60% tak pohanch jaye ga. Let see kia waqia Bitcoin is saal k end pr 100k tk jata han.
Cake token ka dor ab almost khatam ho chuka hai q k ab kaafi other network mai dex aai hai jo k multiple chain ko support karte hai jab k Cake sirf Bsc network par hai.
ab 1inch best lag raha hai es ki waja ye hai k ek tho web3 k sath kuch interection bei hai jis ka faida hoga k agar Web3 trend sahie tarah se chala tho pher ye project ko bei faida hoga aur zahir bath hai k token price ma b acha khasa pump aega q k whale aisee opportunity miss nahe hwee.
Syeda56 bhai Crypto space mein toh hamesha kuch na kuch ho sakta hai lekin yehi iski khoobsurati hai ke yahan pe opportunities hamesha mojood rehti hain. CAKE token ke baare mein aapki baat sach hai keh woh kuch arse se neechay jaa raha hai lekin aapki UNI mein invest karne ki faisla achi hai. UNI ki value aur popularity kaafi networks pe barh rahi hai aur iska wallet bhi successfully launch ho chuka hai, yeh ek acha indication hai ke UNI ki value future mein aur bhi barh sakti hai. Billul Right bs ya zaroori hai ke aap apni research aur risk management ke saath invest karein. Baki inshallah bhter hu ga