Hukamot pdm ne 2022 April mein sambhali ,das arab dollar Pakistan ke haath mein thay, jatay jatay selected hukoomat imf se muahiday toar chuki thi, jis ki wajah se maali bohraan sir par latak raha tha, June 2022 se June 23 tak 24 arab dollar ki adayigyan / warz laazmi karni theen warna bank corrupt matlab Pakistan ne dewalia hojana tha, pdm ne siyasi hungamon dewalia pan ki ladkhadte talwar ke saaye mein apni siyasat ko dao par laga kar hukoomat snhbali , maali saal 2023 ko poora honay mein abhi taqreeban 2 mah baqi hain, 11 arab dollar cash qarz adaigi hochuki, 6 arab dollar Qarz ree schedule hue, 3 arab dollar mzid ree schedule par baat chal rahi hai, aur March tak 19 arab dollar tijarti khasaray mein bachat ki hai, baqi teen arab dollar qarz ka bhi bandobast hojaye ga is par kaam ho raha hai.
Sabiqa selected is ke maeeshat daan, chamchay anker shankir aur general Faiz ke social media par bhonktay pareshan hain ke baghair imf madad ke ab tak dewalia honay se kaisay Pakistan bach gaya ?
aik mauqa par wazeer khazana Ishaq daar ne kamaal baat ki thi ke" hamein imf ke baghair jeena seekhna hoga" shayad is par amal ho raha hai, ,, ,