Themepen bhai yeh USA waly badhy haram ky hain hehe. yeh apni currency ko asy hi nichy nhi any dain gy, take an example of iraq. jb iran mai oil ky related saddam hussain ny kaha tha ky hm apna oil dollars my nhi bulky euros my sell krain gy and at start USA was chill lekin jb Iran ny around 26 billion euros ka oil sale kr liya tb inhy dukh howa or inho ny ik operation start kiya AKA Operation Iraqi Freedom. jis my unho ny context waha ki awam ko bachany ka kha howa tha but history gawah hai after that operation saddam was executed and iraq was again to begin selling oil in Dollars.
Ap history utha kr dekh lain in janwaro ny kitny logo ko qatil kiya just for the sake of their dollars, khair ab yeh mujhy nhi lgta kuch kr pain gy as BRICS is not like iraq is my atomic countries involve hain they are super powers what i think is ky USA koi alternative way niklay ga un tamam mulko ko discourage krny ky liya ta ky dollar qaim rhy. as history to yehi btati hai or ajkl to bio war ka door hai kbi covid ata hai to kbi MP. Khuda hifazat frmany wala hai hm sb ki yeh duniya mai log waqai paiso ky piyasy ho chuky hain.
Faisal bhai ap ki bat bilkul baja hai. Ky American itni jaldi haar nai manen gy. Or ap ny jo Iraq ki example di. To wahan ek country thi.
Lekn ab Faisal bhai yahan anaa kaa bhi masla hai. As you know China or USA ka tasadum hmesha sy raha hai. Or is ky ilawa Russia bhi Nato ki mukhtlifat my awwal hai. Or iss ky ilawa jab 5 countries sar jor ky bethi hen. Or bohat si Arab Countries bhi is my shamil hona chahti hen. To definitely kuch naa kuch to imact zrur parry ga.
My ye nai kehta ky rato raat inqilab aye ga. Thori der lagy gi. Kiu ky USD ki abhi jarren bohat mazbut hen. Kher kuch kaha nai jaa sakta bhai. Kuch bhi ho sakta hai.