Bitcoin na eik choti se dip marna ka baad ab dobara 29k$ ko touch kea hy. Ma cointelegraph py parh rha tha ka Gold na new ATH ko touch kea hy aur USA ma banking crisis bhe chal rha hy.
G brother, Bitcoin should have surpassed 30K after the FED announcement of interest rate increase of 25 basis point. This was in line with general expectations of market. Laikin aaj sara din Bitcoin 29k se neechy hee trade hota raha ha. Mera khayal ha k last one week se SUI coin ki hype bht zayadeh ha or sub market participants ka dheyan SUI mein trade ker k profit kamany mein laga hoa ha. SUI coin long term investors k liye acha sabit ho sakta ha mgr saber se hold kerna pry ga.
Ma na kal raat SUI ka stats CMC py check kea tha. Raat SUI CMC py 65th number py tha aur abhi down ho kr 67th number py a gya hy. Raat ko 24hrs volume 1 billion USD sa oper tha jo ab 0.6 billion USD py a gya hy. SUI ka stats may from Alts point of view acha hn gy pr wo kise sorat itna zayda nhi ka Bitcoin ko effect krn. Han albata FED interest rate high hona sa assets py negatve impact pr saqta hy aur USA ka market he global market ko control krti hy. One month tk clear ho ga ka is high interest rate ka cypto py kya asar pra hy.