mardan waqay par 5 ahem nakaat aur hamara muaqqaf
1. . mardan mein aik molvi ka jalsay mein kisi shakhs ko paighambar se tashbeeh dena yeh aizaz paighambar o nabuwat ki wazeh tauheen hai jis ki kisi soorat bhi himayat ya hosla afzai bazat khud aik bad tareen tauheen nabuwat hai
2. . saza dena adalat ya qaazi ka kaam hai hajhoom ka bilkul bhi nahi ab sawal yeh ha m awam ya hajhoom ne aisa kyun kya ke qanoon aeen adliya ke hotay hue aik gustaakh ko qatal kar diya agarchay hajhoom ke is faislay ki hosla afzai kisi soorat nahi ki ja sakti magar yeh awam o hajhoom tajarbaat ki bunyaad par riyasat o qanoon se insaaf ki farahmi mein mukammal mayoos o nalan hai
3. . Pakistani adalaton mein tauheen risalat ke 2234 case zair iltiwa parre hain magar qaazi ke mansab par Barajman qaazi numa mulazmeen ghair mulki aaqaon ke hukum ke mutabiq kisi aik case ka barson se faisla tak nahi kar paye yahan tak jitne bhi gustaakhi rasool ke murtakibeen girftar hue woh tamam ke tamam chhutti walay din adalaton se rihayi ka parwana leker khusoosi tayyaron o ishaaron ke zariye –apne aaqaon ki bargaah mein pahonch kar un ke samnay dam hilaate nazar aaye hain
4. . jis din mere malik mein jodetional system insaaf ke taqazoon ko poora kere ga is din hajhoom o awam be had o hisaab jazbaat mein hotay hue bhi mulzim ko qanoon ke hawalay karen ge lehaza hajhoom ko kosnay ke bajaye is system o shaksiaat par maatam kijiyej jo mara-aat yahan haasil karte hain magar faislay Sal Allah Alayhi Wa-alihi Wasallam ke dshmnan ke haq mein karte hain
5. . is system ki dorin hilanay walon ko bta Dejie ke aaqa do jahan sale Allah alaihi wa-alehe wasallam ki izzat o mansab is ummat ki Red line hai
Bhai Aap Ny bilkul theek likha hai agar humari adliya or system theek SA insaf karta ya karyn to Har Insan or har Sheri apni adalat or system par yaqeen rakhy or is trha saza deny ki bjy adalat Ka Rasta ikhtiyar kary Jo qanoni ho or gutakh KO chonk ma latka Kar phansi Di jay Sab k samny ta k ainda koi jorat na kary