Last mai yeh BAAT kehna chahunga ky pahly mujy reward dy dai Baad mai apko batawonga ky ma ny answers apni taraf sy likhy ya kahi sy copy kiyaa ha....😜😎
Ma Sha Allah sir ap ka zehn tu buhat taaiz Allah ap ko
nazr-e-bad se bachye. Ap ne jo jo answer bataye hain wo tu tek hai ma ne abi check keya ha per aap ka demand pahr ke muje thorii hansi ayee per khair ap ka demand valid hai tu ma aap ko batana chahta hun ke aap ka reward tu tyaar kara hai batwo kahn per dun hhhhh. reward ma ye tu mention nahe ta ke kia daina hai per agr aap wo mang ahe hain jo ma soch raha hun tu pir ma ap ko wo nahe day sakta q ke wo layni ki abi aap ki umar nahe hai i mean ke abi ap ko
driving seekne ki zarorat hai
ma car ki bat kar raha hun , baqi abi jo ma ko day sakta hun wo duayen he hai ,
tu dua ye hai ke Allah ap ko laambi umar de apne pyaro samyt aur khub trakee kare aur os ke bad Allah
ap ka ye baita(son) khushyon ke sath baara kare
ameen