Post
Topic
Board Other languages/locations
Merits 1 from 1 user
Re: Pakistan
by
Compromise me
on 04/06/2023, 09:51:40 UTC
⭐ Merited by ITExpert (1)
Izzat woh hoti hy jo dil c ki jeiy, Ajj kaal humarai Fooj zabardasti apni izat kerwa rahi hay. Dhanday k zoor p log TV k samanay atay hien aur press conference kr k kethein hein k humein apni Fooj p fakhar hy. Puray mulk ein fooj ny apnay banners lagwa diey hein k humrai izzat kero.

Kia hi acha hota k humari Army asa kaam kerti k log dil c izat kertay apni Armed forces ki  Sad
G Bhai thik kah rahien hai izzat ye isa god gift ai izzat or dolat   Allah pak   jisy chahy os ata karty  hai sabar dasti ke izzat izzat nhi balky apni izzat or Kam Karna Hota hai Jise ye fooj kar Rahi hai

AP ke bat bhot ashi lagi k izzat hamesha dill Sy Hoti hai or dill kabi chotta nhi Bolta Jo fooj kar Rahi hai agar apny Dil Sy poshien k in ke izzat Karni chahiye dill zara ddag ma gata hai

Or aik bat ye b hai k dekha jy to fooj ke galti b nhi hai kuin k Bat ke bat bacha koi b galti Yan batmizi karta hai os k parents ko dosh deya jata hai Yahan pay b bat same hai galti fooj nhi oper sata waly karty hain dosh fooj ko deja jata hai  wo to bass apny order ka palan kar rahy hoty hain
Kuin k fooj me aik cheeze bhot strike Hoti hai Jo os ko start Sy he samjy jati hai order ko follow Karna to yehe waja hai

Bhai humry mulak ka sab sy bara masla pta han kia han yha taleem or insaaf k nizam ni han Jas Ki waaja sy jas ki lathi oski bahanis k Nazaim han Hamein books media aur buzurgon ne yehi bataya hai ke India hamara dushman hai. 75 salon mein hum ne India ko dushman samajh kar galiyan hi baki hain. Lekin aaj woh dunya ki teesri sab se badi maeeshat hai. Kyunki woh apne sare kaamon ko ek hi waqt mein saath le kar chalte hain humne dushman ko sirf dafa mein hi chunne chubhane ki baat ki magar taleem maashiat insaaf dene mein hum apne dushman se 100 saal peechey hain.
Bhai Apny mulk ko hamny agar grow store bana hai to hamien  economy ko asha Karna pary ga is economy ko asha karny k Leye culture ko asha Karna pary ga or hamray culture me lack of education ke kami hai k hamy bataya or sekhaya nhi jata k financial education keye hai k ham make money  Kise karien  money manage kese  karien or is ko grow kese karien ye cheezen agar school life me samji jien to future me bhot best of sakta hai