Post
Topic
Board Other languages/locations
Merits 1 from 1 user
Re: Pakistan
by
ThemePen
on 08/06/2023, 05:53:11 UTC
⭐ Merited by shahzadafzal (1)
Pakistan ke higher education sector ke liye achi khabar hai! 2023 ke QS Asia University Rankings ne 50 Pakistani universities ko unki behtari ke liye recognize kiya hai. Ye rankings Asia ke behtareen universities ko pehchanne ke liye taiyar ki jati hai.
National University of Sciences And Technology (NUST) Pakistan ki sabse uchaai rank wali university hai. NUST ke bad Quaid-e-Azam University (QAU) aur Lahore University of Management Sciences (LUMS) hain. Sirf NUST aur QAU hi Asia ke top 100 universities mein jagah hasil karne mein kaamyaab rahe hain.
Ap ki di gai malumat my thora or izafa kiye dety hen. National University of Science And Technology NUST ny jo rank hasil kiya hai us ka number hai 67. Or Quaid e Azam University ny jo top 100 my jaga pai hai wo hai 95. Or rahi bat LUMS ki to it is at 115. Or Punjab university 140 par hai. Iss ky sath hi dekha jaye to COMSATS ko dekhen to wo 142 rank par aati hai. Baqi aap iss article my dekh sakty hen.


https://startuppakistan.com.pk/only-2-pakistani-universities-ranked-in-top-200-in-times-impact-ranking-2023/