Chinese saying hy "bhoka ko machli na do, balka machli pakrna ka tareeqa btyo". Eik dafa ap kise ko koe hunr ya koe karobar start kra do to wo sari umer us sa fayda uthata hy. Income support ke jagha agr koe skill support ya business support program hota to wo acha tha. Income support program sirf senior citizens ka lea hona chahya jo 60 years sa oper hn aur koe kaam nhi kr saqta. Jitna paisa Income support ma ja rha hy us sa na jana kitni factories lug jana theen.
Bahi wo chinese ha jo ayse stratagies ko apnate hainn jes se en ke cictizens independent bane aur apne sath sath country ko be upar be utaye aur hum rehte ha pakistan ma jahn per ek mukhless shakhs ko zalil karte hain agr wo mulk ki traqee ki bat kare . Hame aysa system chahye jo hame opputunities provide kare na ke income supports program ki tekht hame kelaaye . Etne zyaada paise be nahe ha aur jab ate ha tu ye lgo ko kaise zaaliil karwate ha aur essi ki aar ma ye logg khud be millions of corruptions karte hain