Assalamalikum Dear Community, umeed krta hu ap sb loog theak hu gaya Binance US ne SEC ke muqadme ke baad dollar deposits rok diye aur fiat withdrawal channels suspend kiye. Is step ko user aur platform ki hifazat ke liye liya gaya hai. Ab Binance.US sirf crypto exchanges ke beech transactions karegi aur user assets ka ratio maintain karegi. Downtime aur delisting hone ki wajah se withdrawals mein takleef ho sakti hai. SEC ke actions ki wajah se crypto atmosphere ko nuksaan hoga. SEC chairman Gary Gensler ka agenda big banks ke hit mein hai. SEC or Crypto Exchanges k darman Ye war American economy ke future decide krny k lay important hai
SourceAlso i have crated topic in details Please take a look and withdrawal funds from Exchanges
Binance US Halts USD Deposits issues a fiat withdrawal warning? SEC vs Exchanges