Assalam-o-Alaikum , Subha bakhair
Kaal father's day ta aur har koi apne father ke leye post aur status lagwa raha ta aur apne father ko ache alfaz se yad kar raha ta , Wahn per kessi ek bande ne be post kia ta ke aaj kal ke log social media me etne engage huwe ha ke wo apni har cheez ko es per dal rahee ha. Kehne ka matlab ta ke tek ha ap apne father ko ache alfaz se yaad kar rahe ha per es ko social media per dalne ka koi faida nahe ha . Ye serf numayesh ke leye ha agr aap waqi me apne father se pyar karte hain tu un ke leye gift khared le aur jaa kar un ke same adaab se bait kar apne sare alfaz jo social media per bol rahe te wo bta de es trah ye acha be lage ga aur apke kuch lamhe apne walid ke sath be guzar laynge rozmarah me maagmolat ke elawa.
Ye saare gher muslimo k kaam hai aur bad qismati se musalman jiddat pasand bii un se marghoob ho k ye day manathe hai jo k bahot hee ghalat hai. hame islam ne bahot ache taleem dee hai. hamare walidain old house k liye nahe balke old age mai unki khidmat kar k jannat ko sahil karne ka behtareen zaraia hai. hame maa bap k samne off thak kehne ki ijazat nahe. hamare liye har din father aur mother day hai q k jo walidain ko muhabbat ki nazar se dikhta hai tho usko qabool hajj aur umre ka sawab melta hai
bhai ye app etne ziada hogae hai k ab koi faida na raha. hamesha new idea mai first project baazi le jaatha hai aur us k bad wale etna kamyab nahe hothe. PI etne mukhtalifat k bad b kamyab huwa aur token price abe thak kaafi up hai. abe haal mai omega name se project tha, uska token launch huwa magar price mukammal tabah hai. bondex b muje nahe lagta k kamyab ho jaega.