Post
Topic
Board Other languages/locations
Re: Pakistan
by
MusaPk
on 19/06/2023, 10:02:11 UTC
Assalam-o-Alaikum , Subha bakhair

Kaal father's day ta aur har koi apne father ke leye post aur status lagwa raha ta aur apne father ko ache alfaz se yad kar raha ta , Wahn per kessi ek bande ne be post kia ta ke aaj kal ke log social media me etne engage huwe ha ke wo apni har cheez ko es per dal rahee ha. Kehne ka matlab ta ke tek ha ap apne father ko ache alfaz se yaad kar rahe ha per es ko social media per dalne ka koi faida nahe ha . Ye serf numayesh ke leye ha agr aap waqi me apne father se pyar karte hain tu un ke leye gift khared le aur jaa kar un ke same adaab se bait kar apne sare alfaz jo social media per bol rahe te wo bta de es trah ye acha be lage ga aur apke kuch lamhe apne walid ke sath be guzar laynge rozmarah me maagmolat ke elawa.

khair post karne ka matllab ye ta ke hamesha fathers day ke moqe per bitcoin ki koi na koi khaas value hoti ha. jaise ke 2009 ma es ki price kuch aur ti father's day ke moqe per aur kaal kuch ta price bitcoin ka father's day per.

Bitcoin ne 2009 se lay kar ab tak buhat se up and down show kia ha aur dunya ko apne muuti ma jaakar leya ha.Es ki es mukhtalf mode ko dayte huwe ham es ko father's day ke moqe per daakenge ke har father's day ke moqe per es ki kia price ti. Neche deye gaye pic ko daikeye aur apne elam ma aur ezafa kejeye.


Junaid bhai apka analysis kafi theak hy. Aj kal behan bhai apis ma baat krn na krn social media py sub ka saath acha hota hn. Fathers day pr pahli koshish ya honi chahya ky agr apka father Heyat hn tu unka saath time spend krn aur unka thanks bolan. Un ke efforts sa he hum aj yahn pr hn. Bhala Maa Baap ka bhe koe din hota hy. Maa Baap ka bina to koe din he nhi hota. Qadr krn apna rishtoon ke aur sirf in rishtoon ko social media tk mehdood na kr dyn, balka real life ma bhe inke izzat krna. Khuda hman apna parents ke bhar poor khidmat ke taufeeq dy. Ameen.