G Maza to aya but please avoid posting full-size pics, you can customize the size really bro yu can do it by just writing a few words and numbers.
REFRENCE zaroor daal diyaa kary
Je je en 2 mistakes ke leye sorry dubara kabi nahe hoga aysa. Abi ma ne correct kar deya ha aap log check kar sakte ha aur dubra me es cheez ka dehan rakunga aur thanks mere ghalti pakrne aur muje samjane ke leye, q ke ma tu yahn per abi kafi junior hun aur baaz cheezo ka paata hota ha per new hone ki waja se wo zehen se he nekal jati ha. In Sha Allah jaise jaise ma grow karunga tu sare ghaltyo ko nekalne ki koshish karunga.
WEATHER + TITANIC INCIDENT UPDATE

image source google:
Tu weather update ye ha ke dupehr ke time ma ne jab weather chck keya ta tu os time takreebn 41 degree ta aur abi jab chck keya raat ke time tu 36 degree pe ageya ha. Abi mosam buhat acha lag raha ha aur ma ne takreebn 2 , 3 kam be etne kam time me kar leye jo ek hafte se phare howe te

. Allah ne apne nayk bando ki dua sun li ha ke makhluq takleef ma ha tu pir wo be ghafur-o--raheem zaat ha aur mosam ko khushgawar keia.
abi update ye ha ke aj se yane 24 june se ab garmi ke shedat ma qami aye ge roz-ba-roz aur agle dino ma barish ka be imqan ha matlab Eid achi guzre ge Eid ke din tu enho ne badle deya ab Allah kare ke aysa ho
image source Aabduz ke hawale se update ye haa ke ke os ka pechla wala hessa dhond leya geya ha jo ke titanic ship se kuch feet dur phara huwa ta per intersting bat ye ha ke jes part ma log mojudd te wo abi taak maloom nahe ke kahn per ha , shocking. Ye kaise ho sakta ha ke ek part mel geya aur dusra abi tak la paata ha aur intersting cheez tu ye ha ke jes bnade ne James Cameron ne titanic moviie bnaye ti wo khud titanic ko daynke ke leye kaye bar serf ek bar nahe balke kaye bar wahn per ja chuka ha aur sahe salamt wapes achuka ha aur wo be 1997 ma jahn per dunya etni develop nahe as compared to this time. Es ke elawa kaye aur researchers be wahn per gaye te research karne ke leye wo be tek tak wapes agaye tu pir ye log q............
khair ye ek acha khasa plan ta muje lagta ha jo ke work kar geya ab shaid kuch saal bad koi es per research kare ga tab haqeqat maloom hoge.