Yar ik doosry ko laan taan karny ki bajai apko USS cheez pa focus karna chahiyaa ky apko iss mistake sy Kya lesson Mila, aur aindaa sy apko kin cheezo ko avoid karna haa aur kin cheezo Mai careful rehna chahiya, q ky jis Tarah AP apny mehnat sy grow kiyaa Gai account ky baary mai careless ty, aur uss bandy ky posting karny ky doraan itne takaluf na kee ky daikh lu k yeh Banda kaisy post karr Raha haa Kya likh Raha waghaira waghaira, AP ny USS pa itna blindly trust q kiyaa, chatGPT sy likhy Gai alfaaz aur aam insaan ky likhy Gai alfaaz Mai Kafi difference hotaa, agr AP USs waqt thoore ikhtyat barakhty toh AJ itna nuksaan nahi hota. But Khair Jo bhi hota haa USS Mai insaan ki behtari hote haa mujy umeed haa APko iss sy jaany ko bohout kuch mil gaya hoga.😍
Zain bahi ye hamara pakistnion ka masla ha ke hum apni ghalti ko tek karne ki bajaye ulta behass ma phar jaate ha jo ke totally ghalat ha . Agr ap ne koi ghalti ki ha tu accept it aur jab accept ho jaye tu pir behhas ma phar ka khamkha apni zeni sakonn q khrab kare. Jo energy aap behas pe aur ek dusre ko ghalat sabit karne per kharh kar rahe ha os ko kessi aysi cheez per lagye jo faida de, like agr issue ban geya ha tu ab es ke bare ma soche ke os solve kaise karna jo reletive bnada ho os ko kaise manye ke kia huwa ta aur kia nahe aur sab se zaroori bat jaise ke aap ne bataya ke wo ye soche ke kahn per oss se ghalti huwi ha aur kahan nahe jab os ko apni ghalti ka ehsas ho jaye tu pir os ko note karna chaye ha ke wo agli bar os ghalti ko dubra kabi nahe duhrayega .
Behtareen Insan wo ha jo apni ghalti ko pehchane aur os se sabaq sek le ,baqi jo huwa ha petulino ke sath hope so ke osse ek positive news mele aur ye hamari duwa ha.
source imageBhai log update ye ha ke bitcoin ne $31 se upper ja nahe paye aur abi $30K ke ass pass trade kar rahe ha abi agr aap chart ko dayke tu it trun into red jo ke bitcoin ke sath bilkuul be acha nahe lag raha

per agr back route ko daika jaye tu btc aab bi pechle week ke hessab green lag raha ha q ke os time ow 25 , 26 ke ass pas ta per abi wo 30k per ha per agr aaj ke hessa se dayka jaye tu red show kar raha ha aab kia fact and figures ha jo ye barrier ko plang na kar saka per khair soon ye dubara se uaat jaye ga,
abi es poost ko lek raha hun q ke sara din as u all know ke Eid qaeeb arahe ha tu mendi me din gguzar geya pir sham ko aya tu soo geya abi uta hun aur post lek dali
