Advance EID Mubarak Bhai log.
Khair Mubarak, brother mujy kushi Howe AP yaha posting karty haa but apko batawo ky yaha pa ik aur Bangladeshi (naim) ky name sy posting karta taa but Kuch ghalat kaam ki wajah sy woh ban hogaya aur jab investigation howe toh na Sirf uski posting Mai balky merit receiving Mai bhi Pakistan ka name taa so directly/indirectly pakistan ka name badnaam howaa, Kuch waqt sy hum khud apny Kuch users ki wajah sy badnaam haa jabky hum koshih karr rahay haa ky apny liyaa board bana dy but aisy waqaat ussy hum sy doorr ly ja rahy ha , so kahny ka Matlab yeh ky AP yaha posting karr rahay haa but aisa koi kaam na kary jis sy again hamara board again badnaam hojai..😍👍
Shukria bhai. Main aisa kuch nahi kar raha hu mera khudki local thread ka badnaam ho jayee. Kon kya kia tha isliye ap mujhe blame nahi kar sakta. Main yaha active nahi hu. Agar main wrong nahi hu to ye mera 5th ya 6th post in pakistan thread main. Lekin main Pakistan thread follow karta ho kyu ki mujhe language thodi thodi aata hain aur main samajh leta hu.
Baki hafiztalha and SaimExch AP apny images ky REFRENCE link add kardy warna nataij ky AP khud zimidar hongy...😈
Jab tak main janta hu ki Image source add karna jaruri nahi hain. Forum par Image sharing ka koi rules nahi hain. But, agar kisi ne koi contest par dosri ki image share kare wo allowed nahi hain. Ye bhi bannable offense nahi hain. But cheating ki waja se Tag mil sakta hain.