Post
Topic
Board Other languages/locations
Re: Pakistan
by
JunaidAzizi
on 02/07/2023, 06:58:06 UTC

Waisy yeh report Kafi old haa, agr new ko daikha Jai toh USS Mai India ny china ko beat kardiya in term of population, baky ma samajta hu ky hamary mulk Mai toh zyada population ka Sirf nuksaan hi nuksaan haa as q ky hum ussy Sahi Tarah sy utilize nahi karr pa rahy haa, baki agr china aur India ko daikha Jai toh unky aha high number of population ki wajah number of labour increase howy isky ilawa productivity increase howa ha, baki iss sy AP ki apki apni bare market Bann sakte haa..

Yeah Zain bahi you are right according to the 2023 UNFPA data India has more population then China , Per bat dar asal ye ha ke un ke leye population increase strenght ma change hota ha aur hamre leye weekness. Wo log sochte ha ke hame kaise en cheezo ko utilize kar ke agee bharna ha aur yahn per soch ye ha ke ham kaaise en logo(apni population) se chutkara hasil kare.

Age bharne ke leye hame sub se pehl population zyada karni hoge es ke nuksanat koi nahe ha agr aap es ko utilized karna jante ho agr nahe tu pir ye bhooj ke sewa kuch be nahe . Agr ham Muslims dunia per rule karna chate ha aur islam ko phylana ha tu serf ek cheez me age nahe belke har field ma age hona hoga aur es ke leye hame population ke zarorat ha agr hamre pass Army zyada , workers zyada ho ,hamare paas scientist ho Engineers ho doctors ho tu hum rule kar sakte ha.

Per hamre population ke bawajud hum sub se peeche ha aur haar rooz aur peeche hote ja rahe hain , Tu kehne ka matlab ha ke agr govt ke pass hekmat amli na ho tu zyada population serf bhooj ha zameen per Grin Grin